Muestra
  • एक रात की उजास : क्या उस रात बदल गई उन की जिंदगी

  • De: Smita Bhushan
  • Narrado por: Mahjabeen
  • Oct 6 2022
  • Duración: 20 m
  • Podcast

Escucha audiolibros, podcasts y Audibles Originals con Audible Plus por un precio mensual bajo.
Escucha en cualquier momento y en cualquier lugar en tus dispositivos con la aplicación gratuita Audible.
Los suscriptores por primera vez de Audible Plus obtienen su primer mes gratis. Cancela la suscripción en cualquier momento.
एक रात की उजास : क्या उस रात बदल गई उन की जिंदगी  Por  arte de portada

एक रात की उजास : क्या उस रात बदल गई उन की जिंदगी

De: Smita Bhushan
Narrado por: Mahjabeen
Prueba por $0.00

Escucha con la prueba gratis de Plus

  • Resumen

  • Malti 82 saal ki thi aur akeli zindagi kaat rahi thi. Uske pote ne ek angez aurat se shaadi ki thi isliye wo aur uske bete bahu use naraz the. Fir jab pote ko beti hui toh uske bete aur bahu ne England jaane ka faisla kiya, jab wo bazar mein kharidari karne gaye toh wapas unki laash hi aayi. Pote ne saath chalne ko kaha magar Malti ne mana kar diya magar aaj use afsos tha. Ek din park se nikalte hue uske man mein ye baat aayi ki kyo na ghar mein rakhi neend ki goliyaan khaa kar wois udaas zindagi se door ho jaye. Usne raaste mein rail ki patriyon ke paas ek ladke ko baithe dekha jo train ke kareeb aane par bhi nahi uth raha tha tab Malti ne ekdum tezi se uska haath pakad ke patri se door kiya aur use daanta. Ladke ne bataya ki uske 12vi kaksha mein kam number aaye hain isliye use ghar pe bohot daant padi. Tab Malti use kehti hai ki train se katne mein bohot takleef hoti hai hum dono hi neend ki goliyan khaa ke mar jaate hain aur ladke ko apne saath ghar lejakar swadisht khana khilati hai aur wo chen se so jataa hai. Jab wo so jata hai toh Malti sochne lagti hai ki ye ladka aatmhatya kar lega toh iske gharwaalon ka kya hoga. Apni aatmhatya ka vichar bhi ek din ke liye taalte hue usne agli subah ladke ke gharwaalon ko bula liya. Wo log daude aaye aur Malti ka dhanywaad karte hue use gala lag aliya tab Malti ne unhe samjhaya ki unke bache ki jis cheez mein ruchi ho usmein aage badhne do. Shaam ko ladke ki maa unse milne aayi aur kaha ki unka dhanywaad kehne ke liye wo log ek party kar rahe hain jisme Malti unke bete ko god mein baitha kar cake katwaegi kyonki unki wajah se use naya janam mila hai. Malti bohot khush hui aur usne apne man se apni aatmhatya ka vichar bhi hamesha ki liye taal diya tha.
    ©2021 Delhi Press Patra Prakashan (P)2021 Delhi Press Patra Prakashan
    Más Menos
activate_primeday_promo_in_buybox_DT

Lo que los oyentes dicen sobre एक रात की उजास : क्या उस रात बदल गई उन की जिंदगी

Calificaciones medias de los clientes

Reseñas - Selecciona las pestañas a continuación para cambiar el origen de las reseñas.