Muestra
  • दिल दे चुके सनम

  • De: Usha Chachra
  • Narrado por: Yogita Singh
  • Sep 15 2022
  • Duración: 16 m
  • Podcast

Escucha audiolibros, podcasts y Audibles Originals con Audible Plus por un precio mensual bajo.
Escucha en cualquier momento y en cualquier lugar en tus dispositivos con la aplicación gratuita Audible.
Los suscriptores por primera vez de Audible Plus obtienen su primer mes gratis. Cancela la suscripción en cualquier momento.
दिल दे चुके सनम  Por  arte de portada

दिल दे चुके सनम

De: Usha Chachra
Narrado por: Yogita Singh
Prueba por $0.00

Escucha con la prueba gratis de Plus

  • Resumen

  • Savita ka eklauta devar Ravi uski shaadi ki saalgirah mein shamil hone ke liye Mumbai office se chutti le kar dilli aaya tha. Is samaroh mein shaamil hone ke liye Savita ki behen Shikha bhi aayi thi. Shikha ko dekh kar Ravi us par rijh gaya. Dono mein chuhalbaaziyan hoti rahi. Rajesh apni saali ka prashansak tha. Wo aur Savita chah rahe the ki dekhebhole izzatdaar ghar mein hi Shikha ki shaadi ho. Ravi unhein ekdum upyukt laga. Udhar Ravi ki baton ne saaf kar diya tha ki Shikha usse pasand hai. Bhaiya Bhabhi ka ladla Ravi Shikha ko chedne ka koi mauka nahi chuk raha tha, jabki Shikha iske liye taiyar thi. Agle din sabne Savita aur Rakesh ko shubhkamnayein di. Savita ne apni behen ko samjhane ki koshish ki. Shikha ka faisla jaan Ravi udaas ho gaya. Tabhi shaam ko Savita thokar khaa kar dhadam se gir padi. Use raktstrav hone laga, garbhpat hone ka khatra tha. Aspatal mein Ravi raat bhar Bhabhi ke liye jaagta raha. Chinta ke maare Shikha ka bhi bura haal tha. Use laga ki Ravi ro raha hai, laga ki is dil fel aashik ka swabhav dekhne waale insaan ka dil sanvardansheel hai. Usne Ravi ka haath choom liya. Khushi ke maare Ravi foola na samaya.
    ©2021 Delhi Press Patra Prakashan (P)2022 Delhi Press Patra Prakashan
    Más Menos
activate_primeday_promo_in_buybox_DT

Lo que los oyentes dicen sobre दिल दे चुके सनम

Calificaciones medias de los clientes

Reseñas - Selecciona las pestañas a continuación para cambiar el origen de las reseñas.