Muestra
  • दीमक: अविनाश के प्यार में क्या दीपंकर को भूल गई नम्रता?

  • De: Suman Bajpayee
  • Narrado por: Yogita Singh
  • Sep 15 2022
  • Duración: 15 m
  • Podcast

Escucha audiolibros, podcasts y Audibles Originals con Audible Plus por un precio mensual bajo.
Escucha en cualquier momento y en cualquier lugar en tus dispositivos con la aplicación gratuita Audible.
Los suscriptores por primera vez de Audible Plus obtienen su primer mes gratis. Cancela la suscripción en cualquier momento.
दीमक: अविनाश के प्यार में क्या दीपंकर को भूल गई नम्रता?  Por  arte de portada

दीमक: अविनाश के प्यार में क्या दीपंकर को भूल गई नम्रता?

De: Suman Bajpayee
Narrado por: Yogita Singh
Prueba por $0.00

Escucha con la prueba gratis de Plus

  • Resumen

  • Avneesh na sirf Namrata ke shareer ko balki use aarthik roop se bhi khokhla kar raha tha. Pati Deepankar ki ger maujoodgi mein Namrata Avneesh ke prem mein is kadar pagal thi ki us par khoob paise luta rahi thee aur Avneesh tha ki use andar hi andar khokhla kiye jaa raha tha. Wo na sirf uska paisa balki har tarah ki aish ke mauj loot raha tha. Jab Avneesh ki maange nirantar badhati gayi toh Namrata ko lagta ki wo pati Deepankar ke paise Avneesh par luta kar acha nahi kar rahi. Aur phir Deepankar ne ye ehsaas to nahi karaya hai ki wo usse pyaar nahi karta hai. Use samajh nahi aa raha tha ki uske mann aur shareer par haavi hote ja rahe Avneesh roopi deemak par vo kis spray ka chhidakaav kare. Use ehsaas hua ki apne pati ki kamiyon aur rishte se naakhush hone ke kaaran uske bhitar se sanvednaon ka jo bahaav ho raha hai, us ki nami mein deemak ne apna ghar bana liya hai. Usne ek fainsla kar liya ki deemak uske jeevan ko kise buraade mein badal de, usse pehle hi use chhidkaav karana hoga. Namrata ne spray karane waali company ko phone kar diya. Tabhi Avneesh ka phone aane laga, uski 5 missedd call thi. Usne mobile silent mode par kar diya.
    ©2021 Delhi Press Patra Prakashan (P)2022 Delhi Press Patra Prakashan
    Más Menos
activate_primeday_promo_in_buybox_DT

Lo que los oyentes dicen sobre दीमक: अविनाश के प्यार में क्या दीपंकर को भूल गई नम्रता?

Calificaciones medias de los clientes

Reseñas - Selecciona las pestañas a continuación para cambiar el origen de las reseñas.