Episodios

  • Bidesiya Trailer
    Feb 21 2022
    1 m
  • Kranti Jha
    Feb 1 2022

    Apne chhati pe tamge ki tarah apne Bihari hone ke garv ko laga kar rakhte hain. Kranti Prakash ko hume Dhoni film se lekar Raktanchal aur OTT par kai anya hit shows mein dekha hai. Mridubhashi Kranti ji ki baton mein bahut gaharai hai. Jante hain unke safalta ki kahani..

    Más Menos
    41 m
  • Raj Kumar Jha
    Jan 28 2022

    Kahte hain India Gaon mein rahta hai…par kaisa hai aaj ke Bharat ka gaon. Aap jaan kar hairaan rah jayenge ki kya kuch badal gaya hai India ke gaaon mein, Rural marketing Guru Raj Kumar jha se jante hain aaj ke Bharat ka gaon waha ke challenges aur opportunities ke baare mein.

    Más Menos
    40 m
  • Ajit Kumar
    Jan 25 2022

    Startup is the new buzz word ..to jante hain IITans Ajit Kumar se unke startup ki kahani…unki muskilesn aur India mein maujood startup se judi opportunities.

    Más Menos
    39 m
  • Rajesh Kumar
    Jan 21 2022

    Mamma mamma kah ke Rosesh ban sab ka mann bahlaya ….kamal ka actor jisne kheti mein bhi parcham lahraya … Rajesh kumar se janiye organic acting se organic kheti tak aur spotlight se spirituality tak ka safar.

    Más Menos
    34 m
  • Anurag Kumar
    Jan 19 2022

    Kya koi sadharan background aur sadharan educational qualification ke baad bhi asadharan safalta ko prapat kar sakta hai. Anurag Kumar usi ki missal hai …aapke pass sirf Junoon chahiye safal banana ke liye aur isi junoon ne Anurag ko India se bahut door Ukraine mein ek safal businessman bana diya. Aaiye sunte hain unke Jidd ki kahani.

    Más Menos
    41 m
  • Vishal Agarwal
    Jan 14 2022

    Patna ka ladka...padh likh ke engineer banega aur badhiya naukri karega…Par Vishal ko Naukri nahi samajh mein aayi. Technology khoob samajh mein aati thi to AI aur data
    science ka ek successful startup hi shuru kar diya. Come, let’s go on a roller coaster ride with the LocoBuzz founder Vishal Agarwal

    Más Menos
    36 m
  • Shobana Narayan
    Jan 11 2022

    Padam shree Shobhana Narayan, Kathak ke sirsh mein
    gine chune 2-3 naamo mein se ek. Bihari hone ka itna garv
    sabko hona chhaiye. Sirf Kathak ki sirsh ki kalakaar hi nahi
    Shobhana ji Civil servant bhi rah chuki hai. What an
    inspiration!

    Más Menos
    36 m