• Resumen

  • Jab nahin rahunga main tab bhi rahunga yahin Meri aawaaz siyaah waqt par tairati rahegi Kisi sadi mein zamaana yun bhi sochega Bohot waqt lag gaya miyaa'n Tum tak aate aate Soz :) Ig : Abhishek_soz abhimaurya2508@gmail.com
    Copyright kaun_ abhi?
    Más Menos
activate_primeday_promo_in_buybox_DT
Episodios
  • Ye pichhle ishq ki baatein hain - Mohsin Naqvi
    Jun 27 2024
    Mohsin Naqvi deewaano ke shaair hain .. Unki shaayari kisi khushbu ki tarah hai jo gaayab hone ke baad bhi maheeno yaad rehti hai .. Bahar-haal Yaaqoot ek mehenge patthar ko kehte hain . Apna khayaal rakhiye Ishq Soz --- Send in a voice message: https://podcasters.spotify.com/pod/show/lafz--soz/message
    Más Menos
    4 m
  • Kahaan aa ke rukne the raaste , kahaan mod tha usey bhool jaa - Amjad Islam Amjad
    Apr 29 2024
    Amjad saahab ki ye ek badi hi iconic ghazal hai . Woh saare log , jo kisi rishte se baahar toh aa gaye hain .. par mentally ab talak usi rishte ko jiye jaa rahe hain . Bus ki saans liye jaa rahe hain .. aur Gulzar ka ye sher padh rahe hain : Din kuchh aise guzaarta hai koi Jaise ehsaan utaarta hai koi Un saare logon ko amjad saahab ki ye ghazal intesaab karta hun . Iske har ek ashaar mein ummeed hai .Bohot zyaada ummeed . Background mein hum sabki favorite Debasmita faiz ko gunguna rahi hai . Suniye aur achchhi shaayari padhte rahiye Ishq Soz --- Send in a voice message: https://podcasters.spotify.com/pod/show/lafz--soz/message
    Más Menos
    4 m
  • Bhali si ek shakl thi - Ahmed Faraz
    Mar 31 2024
    Ahmed Faraz ke liye Gulzar ne ek nazm mein likha tha : Sookh gaye hain phool kitaabo'n mein Yaar 'Faraaz' bhi bhichhad gaye hain Shaayad mile'n woh khwaabo'n mein ! Ye ek nazm Ahmed Faraz ki .. jis mein ladka ek relationship chaahta hai .. par ladki ko relationship bojh lagti hai . Kitni relevant hai ye nazm .. aur shaayad har ek daur mein rahegi .. kyunki har daur mein human emotions itne hi relevant rahenge .. Happy listening Soz :) --- Send in a voice message: https://podcasters.spotify.com/pod/show/lafz--soz/message
    Más Menos
    5 m

Lo que los oyentes dicen sobre Lafz

Calificaciones medias de los clientes

Reseñas - Selecciona las pestañas a continuación para cambiar el origen de las reseñas.