Episodios

  • Shri Krishna dwara Mahabharata ka parichay
    Aug 25 2020
    Sakha Shri Krishna Mahabharat se hamara prichaya karate hain. Tatha poorey Vishwa kay liye Bhagwat Geeta kay mahatva ka ullekh karte hain. Jissey ki har praani apne andar ki Draupadi ki raksha mein saksham ho.
    Más Menos
    4 m
  • Kathawachak Bhagwaan Shri Krishna
    Aug 25 2020
    Mahabharat ke lalaat par vidhata ki kalam se likhi pehli pankhti ka janam, Mata Parvati aur Maharaj Shiv ko mile hue shrap ka parinaam hai.
    Más Menos
    3 m
  • Raja Shantanu aur Ganga ki jeevani
    Aug 25 2020
    Shantanu Ganga se 7 putron ko Khoney kay baad apne 8 putra ka jeewan mangte hain. Maharaj Shiv aur Mata Parvati ki bhaati, Raja Shantanu aur Ganga ko bhi shraap ka bhaar sehna pada.
    Más Menos
    5 m
  • Devavrat ka Bheeshma banne ka safar
    Aug 25 2020
    Devavrat ka niswarth prem dekh Raja Shantanu, Devavrat ko ikcha martyu ka vardaan dete hai aur iske paschaat Devavrat Bheeshma kehlaane lage.
    Más Menos
    5 m
  • Amba aur Shikhandi ki katha

    Amba aur Shikhandi ki katha

    Mahabharata, Episode 5
    Aug 25 2020
    Bheeshma bal prayog karke Kashi kay Raja ki putriyaan Hasthinapur le aaye. Mahadev ne unse prasann hoke agle janam mein Bheeshma ke wadh ka vardaan diya.
    Más Menos
    4 m
  • Mata Satyavati, Bheeshma aur Vyas ki katha
    Aug 25 2020
    Vansh badane ke liye Mata Satyavati ne apne poorva jeevan kay putra, Vyas ka avahan kiya, jo swayam ek paripoorna saathvik brahmin hai.
    Más Menos
    5 m
  • Mahabharata kay Mukhya Patron ka janam
    Aug 25 2020
    Ambika aur Ambalika Vyas se garbhwati hui. Ambika ne netraheen putra Dhritarashtra ko janam diya aur Ambalika ne Pandu ko.
    Más Menos
    6 m
  • Kunti aur Madri ke putron ka janam
    Aug 25 2020
    Pandu ko sadaiv putraheen rehne kay shraap hetu Kunti ne apne paanch mantron ke vardaan se Yudhishthira, Bheem aur Arjun ki prapti kari.
    Más Menos
    6 m