Episodios

  • EP 06: राम मंदीर
    Aug 14 2023
    Bhagwan Ram ji ke gun, gyan, vaibhav ke bare main kaun nahi janta, wo jitne achhe putra the utne hi achhe bhai aur pati bhi. Aur dosti ki misal bhi unhone kamal ki di hai. Aakhir kyun kaha jata hai unko dharm rakshak? Kyun hua unko dukh Ravan ka sanhaar karte waqt? Aur kyun karte the wo apne hi dushman ka samman? Janiye inn sare sawalon ka jawab sirf “Audio Pitara” par aur Ram ji se judi aapki favourite story humare sath share karna na bhoolein. Stay Updated on our shows at audiopitara.com and follow us on Instagram and YouTube @audiopitara. Credits - Audio Pitara Team
    Más Menos
    8 m
  • EP 04: महुरत
    Aug 14 2023
    Yahan hum janenge muhurat ki importance ke bare main aur samjhenge iska sahi matlab detail main. “Mahurat” kab aur kaise nikali jati hai? Aakhir kya hai muharat ke piche ka science? Aur kya fayde hote hai muharat dekh ke kar kam shuru krne se? Janane ke liye suniye iss episode ko end tak sirf “Audio Pitara '' par. Stay Updated on our shows at audiopitara.com and follow us on Instagram and YouTube @audiopitara. Credits - Audio Pitara Team
    Más Menos
    12 m
  • EP 03: महाशिवरात्री
    Aug 14 2023
    Mahashivratri toh hum sab manate hai par aapko pata hai iske manane ke piche ka raaz? Aakhir kya science hai Manahshivrati manane ke piche? Kyun mana jata hai shivratri ko scientific festival? Aur kya aap jante hain full moon ke effects hamari body par kis prakar parta hai? Janiye inn sare sawalon ka jawab sirf “Audio Pitara '' par. Stay Updated on our shows at audiopitara.com and follow us on Instagram and YouTube @audiopitara. Credits - Audio Pitara Team
    Más Menos
    9 m
  • EP 08: साइंस ऑफ़ फास्टींग
    Aug 14 2023
    Aap sabhi ne kabhi na kabhi fast to zaroor rakha hoga, par kya apko pata hai fasting ke piche ki science?Kya aap jante hai fasting ka mahatva aur uska asar humare body par? Aakhir kya connection hai science aur fasting ka?Janane ke liye suniye iss episode ko end tak sirf “Audio Pitara” par. Stay Updated on our shows at audiopitara.com and follow us on Instagram and YouTube @audiopitara. Credits - Audio Pitara Team
    Más Menos
    10 m
  • EP 07: सेव सॉइल
    Aug 14 2023
    Soil value hum sab samajhte toh hain par usko protect karne ko hum kuch nahi karte hain. Akhir hum kya yogdan kar sakte hain soil protection ke liye? Aakhir kyun bigadti jaa rahi hai mitti ki halat? Kyun ho jayegi kuch salon main mitti unproductive? Aur aakhir kaun sa abhiyan shuru kiya hai “Sadguru” ne? Janane ke liye suniye iss episode ko end tak sirf “Audio Pitara” par. Stay Updated on our shows at audiopitara.com and follow us on Instagram and YouTube @audiopitara. Credits - Audio Pitara Team
    Más Menos
    11 m
  • EP 05: मूर्ति पूजा
    Aug 14 2023
    Kya aapko pata hai ki aakhir hum kyun karte hain murti pooja? Akhir kyun pujte hai ek sadharan se patthar se bani murti ko?Aur aakhir kya science hai inn sab ke piche?Aur kya soch kar humare purvajo ne shuru ki ye murti pujan? Janane ke liye suniye iss episode ko end tak sirf “Audio Pitara '' par aur share karein aapke feedback iss episode ke comment section main. Stay Updated on our shows at audiopitara.com and follow us on Instagram and YouTube @audiopitara. Credits - Audio Pitara Team
    Más Menos
    11 m
  • EP 02: हवन
    Aug 14 2023
    Hawan ki mahatvata se toh hum sabhi waqif hai, par kya aapko pata hai iske piche ka science? Aakhir kise bataya gaya hai oldest ritual? Aakhir kya hai natural resources value? Aur kaise hoti hai humari spiritual and mental growth? Janane ke liye suniye iss episode ko end tak sirf “Audio Pitara” par. Stay Updated on our shows at audiopitara.com and follow us on Instagram and YouTube @audiopitara. Credits - Audio Pitara Team
    Más Menos
    9 m
  • EP 01: कोविड
    Aug 14 2023
    Covid ki wajah se hone wali pandemic aur problem ke bare mein toh hum sabhi ko yaad hoga, par kya aapne socha hai ki aakhir is covid ke aane ke piche actual wajah kya thi? Kyun kaha gaya hai climate changes ko seriously lene? Kyun kaha jata hai meat consumption band karne ko? Aur aakhir kya sambandh hai insaan aur nature ke beech? Janein inn sare sawalon ka jawab iss podcast ke end main sirf “Audio Pitara” par. Stay Updated on our shows at audiopitara.com and follow us on Instagram and YouTube @audiopitara. Credits - Audio Pitara Team 
    Más Menos
    10 m