Episodios

  • karb chehre se
    Dec 31 2023

    karb chehre se mah o saal ka dhoya jaye by Shahid Kabeer

    karb chehre se mah-o-sāl kā dhoyā jaa.e

    aaj fursat se kahīñ baiTh ke royā jaa.e

    phir kisī nazm kī tamhīd uThā.ī jaa.e

    phir kisī jism ko lafzoñ meñ samoyā jaa.e

    kuchh to ho raat kī sarhad meñ utarne kī sazā

    garm sūraj ko samundar meñ Duboyā jaa.e

    baj ga.e raat ke do ab to vo aane se rahe

    aaj apnā hī badan oḌh ke soyā jaa.e

    narm dhāge ko masaltā hai koī chuTkī meñ

    saḳht ho jaa.e to motī meñ piroyā jaa.e

    itnī jaldī to badalte nahīñ hoñge chehre

    gard-ālūd hai ā.īne ko dhoyā jaa.e

    maut se ḳhauf-zada jiine se be-zār haiñ log

    is alamiye pe hañsā jaa.e ki royā jaa.e


    Más Menos
    2 m
  • Agar tum mohabbat ho
    Dec 31 2023

    Agar tum mohabbat ho by zeeshan Sahil

    A short yet beautiful Nazm

    Más Menos
    1 m
  • Nahin nigah main manzil to justjoo hi sahi
    Nov 20 2023

    20th November remembering faiz in his Death Anniversary

    Más Menos
    2 m
  • Ye zaban- Dushyant Kumar
    Nov 4 2023
    Ye zaban hamse see nahi jaati,
    Zindagi hai k jee nahi jaati
    Más Menos
    2 m
  • Kabhi mil to...
    Oct 7 2023
    A superb Ghazal by Yusuf Bashir Qureshi, a versatile artist
    Ek soch aqal se fisal gayi
    Más Menos
    2 m
  • Kamaal ye hai
    Sep 8 2023

    a kamaal ghazal by Mubarik siddiqui

    Más Menos
    3 m
  • Subah-e-Azadi
    Aug 31 2023

    This beautiful gazal was written Janab Faiz Ahmed Sahab in August 1947 to describe the pain of Partition.

    Check it out

    Más Menos
    3 m
  • Hamko Mita sakey
    Aug 4 2023

    Jigar Muradabadi-Humko mita sakey ye zamane main dum nahi

    Más Menos
    3 m