Sample

Access a growing selection of included Audible Originals, audiobooks, and podcasts.
You will get an email reminder before your trial ends.
Audible Plus auto-renews for $7.95/mo after 30 days. Upgrade or cancel anytime.
Aayurved ke gharelu nuskhe  By  cover art

Aayurved ke gharelu nuskhe

By: Deepika Ghildiyal
Try for $0.00

$7.95 a month after 30 days. Cancel anytime.

  • Summary

  • Aayurveda ek ved hai, ye ek vigyan hai. Ayurvigyan kam se kam paanch hazaar sal purana vigyan hai. Ye teen mukhya baton par adharit hai, vaat, kaf aur pitt. Isi ke adhar par ayurveda shareer men hone wali har samasya ka dignosis karta hai aur fir iska samadhan batata hai. Ayurveda us samay mein bahut advance vigyan ban chuka tha jab adhunik vigyan aankhen khol raha tha.Ayurved hamesha rog par kaam karta hai, isse baki shareer ko koi nuksan nahin pahunchta.Ye shayad ilaj ki iklauti aisi padhdhti hai jiska koi bhi side effect nahi hota.Aaj hamare desh hi nahi videsh me bhi ayurved ka bolbala hai. Log apni pareshaniyon ke liye isme ilaj talash rahe hain. Is series ke zariye hamari koshish hai ki ham ayurveda mein saamaany roop se prachlit kuch nuskhe aap tak pahuncha sakein, in nuskhon ke dwara aap ghar par hi apni pareshaniyon se rahat mahsus kar payenge.
    ©2021 Peeyush Singh (P)2021 Peeyush Singh
    Show more Show less
activate_primeday_promo_in_buybox_DT
Episodes
  • Episode 25: Saans ki samsyaon ke liye
    Dec 20 2021
    Sanson ki keemat tab pata chalti hai jab ismen koi dikkat aati hai. Sans me dikkat hona kai bar bahut gambheer bimari ki nishani ho sakti hai. Is episode me ham sans se judi samasyaon ko samjhenge aur unka hal bhi talashenge.
    Show more Show less
    12 mins
  • Episode 24: Vazan badhaane ke liye
    Dec 20 2021
    Vajan ghatane ki tarah vajan badhana bhi ek badi samasya hai kyonki dono conditions hi achche swasthy ke liye theek nahi hoti hain. Is episode me bahut surakshit tareekon se apne wajan ko badhane ke liye ayurved ke nuskhe dhoondhenge.
    Show more Show less
    13 mins
  • Episode 23: Uric acid samasya ke liye
    Dec 20 2021
    Uric acid jab shareer me badhne lagta hai tab bahut sari problems shuru ho jati hain. Is episode me ham Iske bare me vistar se jante huye iske liye ayurved ke gharelu nuskhe talashenge.
    Show more Show less
    13 mins

What listeners say about Aayurved ke gharelu nuskhe

Average customer ratings

Reviews - Please select the tabs below to change the source of reviews.