Sample

Access a growing selection of included Audible Originals, audiobooks, and podcasts.
You will get an email reminder before your trial ends.
Audible Plus auto-renews for $7.95/mo after 30 days. Upgrade or cancel anytime.
Hindu reeti riwajon ki mool kahaniyan  By  cover art

Hindu reeti riwajon ki mool kahaniyan

By: Deepika Ghildiyal
Try for $0.00

$7.95 a month after 30 days. Cancel anytime.

  • Summary

  • Reeti riwaj hamari sanskritik virasat ka ek abhinn hissa hain, ek aisa hissa jiski wajah se hi ismen rang hain, aakarshan hai. Reeti riwaj peedhi dar peedhi hamen ek doosre se, ek insan ke roop me, ek samaj ke roop me jodte hain. Inke bahut gahre arth hain, bahut sare aayam hain aur in anchuye pahluon men bahut sare sandesh chipe hain. Is shrinkhla ke dwara hamara prayas hai ki ham apne in reeti riwajon ko samjhen,inke peeche chipe dharmik, samajik aur baki kaaran samjhen,inke sahi vidhi vidhan jane aur apni aane wali peedhiyon tak inka sahi swarup pahunchayen.
    ©2021 Peeyush Singh (P)2021 Peeyush Singh
    Show more Show less
activate_primeday_promo_in_buybox_DT
Episodes
  • Episode 01: Shiv ling par bel patra kyon
    Dec 13 2021
    Ham me se jyadatar log har somyvar ya sawan ke mahinon ke somwar ko shiv mandir jate hain aur wahan bel patra chadhate hain ya bhakton ko chadhate huye dekhte hain. Is episode me ham janenge ki shiv ling par bel patra kyon chadhaya jata hai, iske peeche kya kahaniyan hain aur iska kya mahatv hai.
    Show more Show less
    16 mins
  • Episode 02: Shraadh paksh me kauwon ko bhojan kyon
    Dec 13 2021
    Shradh paksh yani vo pandrah din jinme ham apne pooravajon ko yad karte hain, unke samman me kai reeti riwaj nibhate hain, aisa hi ek riwaj hai shradh me kauwon ko bhojan kyon karaya jata hai? Iske peeche ke tamam pahluon ko samjhenge.
    Show more Show less
    15 mins
  • Episode 03: Shadi mein haldi ki rasm kyon
    Dec 13 2021
    Shadi kisi ke bhi jeewan me bahut mahatvpoorn din hota hai, is din itni sari reetiyan hoti hain jinke karan ye na sirf shadi ke bandhan me bandhne walon balki ismen shamil dono pariwaron ke sabhi logon ke liye bhi yadgar ban jati hai hain. Is episode me ham shadi se judi haldi ki rasm ke bare men bahut vistar se janenge.
    Show more Show less
    15 mins

What listeners say about Hindu reeti riwajon ki mool kahaniyan

Average customer ratings

Reviews - Please select the tabs below to change the source of reviews.