Episodes

  • Parichay

    Parichay

    Learn English, Episode 1
    Mar 8 2021
    B.A. pass Anand jab bus mein Sudhir se pehli baar milta hai toh usse apna introduction angrezi mein kaise diya jaaye yeh sikhata hai.
    Show more Show less
    3 mins
  • Abhivaadan

    Abhivaadan

    Learn English, Episode 2
    Mar 8 2021
    Anand apni mami ke bachchon ko subah, dopahar aur shaam ko kaise greet karte hai uska angrezi vistaar se samjhaata hai.
    Show more Show less
    2 mins
  • Kya kar rahe ho

    Kya kar rahe ho

    Learn English, Episode 3
    Mar 8 2021
    Jab Anand apne mama aur mami se milne jata hai toh unka beta Manoj, Anand se khelne ke liye poochta hai. Anand Manoj ko angrezi mein batata hai ki who rest kar raha hai. Tab Manoj ko Anand "resting", "playing", "reading" jaise shabdon ka arth bata hai.
    Show more Show less
    2 mins
  • Bachche kya kar rahe hai

    Bachche kya kar rahe hai

    Learn English, Episode 4
    Mar 8 2021
    Manoj, Anand aur Vidya ko what are we doing ka angrezi mein anuwaad kartey hue coming aur going ka angrezi shabd batata hai. Saath he "I", "am", "you", are ka bhi ka bhi prayog karna samjhaata hai. "Talking", "waiting" aur "reading" jaise shabdon ka hindi anuwaad unke arthon ke saath batata hai.
    Show more Show less
    3 mins
  • Sab kya kar rahe hai

    Sab kya kar rahe hai

    Learn English, Episode 5
    Mar 8 2021
    Anand Manoj ko ghar ka har sadasya kya kya kaam kar raha hai uska angrezi mein anuwaad bata hai. Jaise "studying", "playing", "drinking".
    Show more Show less
    2 mins
  • Apne aur doosron ki cheezen

    Apne aur doosron ki cheezen

    Learn English, Episode 6
    Mar 8 2021
    Anand, Manoj aur Vidya ko mera, tumhaara ka angerzi anuwaad batate hue "my", "your", "his", "her", "mine" jaise shabdon ka angrezi waakyon mein prayog karnaa sikhaata hai.
    Show more Show less
    2 mins
  • Apna parivaar

    Apna parivaar

    Learn English, Episode 7
    Mar 8 2021
    Anand bachchon ko parivaar ke rishtedaaron ka angrezi mein kin shabdon se bulaya jaata hai, woh samjhaata hai. Jaise ki "uncle", "aunty", "mother", "father".
    Show more Show less
    2 mins
  • Rishtedaar

    Rishtedaar

    Learn English, Episode 8
    Mar 8 2021
    Anand Manoj ko parivaar ke log ek doosre se rishtey ke taallukat ke liye "wife", "husband", "grandparents" jaise shabdon ka prayog karna samjhaata hai.
    Show more Show less
    2 mins