• Masail Ka Hal | 3rd Session | Ask Mufti Tariq Masood

  • Apr 7 2024
  • Length: 1 hr and 8 mins
  • Podcast
Masail Ka Hal | 3rd Session | Ask Mufti Tariq Masood  By  cover art

Masail Ka Hal | 3rd Session | Ask Mufti Tariq Masood

  • Summary

  • 3rd QnA Session by Mufti Tariq Masood



    (0:00) Call center mein insurance policy ki targheeb wali job ka hukm/Insurance Policy?

    (8:20) Sharai mazoor ki namaaz aur wazu ka hukm?

    (11:30) Sharai mazoor kaun?

    (14:40) Ek hi namaaz mein tahiyat al-wuzu aur tahiyat al-masjid ki niyat karna?

    (17:55) Billiyon ki kharid o farokht ka hukm?

    (18:00) Software ke pirated aur cracked version ka istemaal?

    (19:44) Kya shohar mehr dene ke baad wapas le sakta hai?

    (22:11) Nazar lag jaane ke khauf se apni maali haalat ko chhupana ya jhoot bolna?

    (25:34) Medical students ka khawateen mareezon ka treatment karna?

    (28:00) Saf mukammal karne ke liye namazi ke aage se guzarna?

    (28:34) Bhool jaane ke dar se Quran hi yaad na karna?

    (31:50) Agar college mein bad nazri ka ghulam gumaan ho?

    (33:17) Kya Qayamat pandrahwi sadi mein aayegi?

    (36:16) Agar waledain zulfain rakhne se mana karein?

    (37:23) Mangni ke baad tohfe tahaaf ka tabadla?

    (40:12) Kya Hajj ka iraada ho toh hamal roka ja sakta hai?

    (41:56) Aurat ka khala, khaloo ke saath umrah karna?

    (43:17) Shohar ke paison se sadqa khairaat karne ka hukm?

    (46:27) Ijtimai Quran khwani ka hukm?

    (46:46) Namaaz mein kitna khamosh rehne se sajdah sahoo hoga?

    (48:48) Seafood halal o haram ki tafseel?

    (58:21) Hanafiyo par jhote ilzaamat (fitna paraston ko mukhtasir jawab)?

    (1:01:55) Kya YouTube par khawateen ki tasweerein upload kar sakte hain?

    (1:04:22) Kya army join karne ke liye hijab chhod sakte hain?


    Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.

    Show more Show less

What listeners say about Masail Ka Hal | 3rd Session | Ask Mufti Tariq Masood

Average customer ratings

Reviews - Please select the tabs below to change the source of reviews.