Episodes

  • SHAREER KO KASARAT SE THAKAYIEN ZAROOR
    Sep 7 2024

    Bhookha majboori mein mehnat karta hai aur wahi mehnat kasrat kehlati hai jab hamari jeb aur pait bhara hota hai to haal kuch bhi ho sharer ko thakaiye zaroor.

    Show more Show less
    5 mins
  • LOG APNA DUKH BATA KAR HALKA MEHSOOS KARTE HAIN
    Sep 7 2024

    Log apna dukh suna kar usey doosron mein baant kar khushi mehsoos kartey hain. Agar aas-paas dekhin to paayenge ke jo kuch hamare aas paas hai wo bahut khubsurat hai, khush rehne ke liye kaafi hai.

    Show more Show less
    8 mins
  • KHUSH REHNE KE LIYE JEEVAN MEIN SAHI RASTA CHUNEIN
    Sep 6 2024

    Khush rehne ke liye apni zindagi mein sahi rasta chuney, sabka khayal rakhein aur sabse badi baat Jiyein to misaal ban jaayein.

    Show more Show less
    6 mins
  • KHUSH REHNE KE LIYE JO KUCH MILA HAI USKA SHUKRIYA ADAA KARO
    Sep 6 2024

    Jo kuch mila hai uska shukriya ada karein, doosron se khud kit ulna na karein. Jo mila hai usey enjoy karein. Khushi apnea ap milegi.

    Show more Show less
    5 mins
  • ATMA GYAN MEIN APNI BHOOL KO SWEEKAR KARNA
    Sep 5 2024

    Apni ghalti ko samjhne ke liye pahle khud ko jaanana zaroori hai aur phir waisi he taiyari karein.

    Show more Show less
    5 mins
  • KHUSHI KA MATLAB
    Sep 5 2024

    Khushi ka sachcha arth hai sabke saath sukoon se rehna hai. Iska matlab hai apni zaroorat ke hisaab se zindagi ko balance rakhna.

    Show more Show less
    4 mins
  • HAMARI CHAHAT, HAMARI ICCHA HE HAMARI KHUSHI TAY KARTI HAI
    Sep 4 2024

    Hamari Chahat he hamari Khushi tay karti hai to hum kya paana chahtey hain aur usey paane ke laayak banana ki mehnat he ye tay karti hai ke hum khsh ho paayenge yaa nahin.

    Show more Show less
    5 mins
  • KHUSHI APNE AAP MILNE KI NAHIN, APNE AAP KE LIYE CUNANE KI CHEEZ HAI
    Sep 4 2024

    Khushi ka matlab hai dar aur ghabrahat se door rehna per ye to khud chnney ki cheez hai, ye tukke se kabhi kabhar mil sakti hai per har baar miley ye zaroori nahin.

    Show more Show less
    5 mins