Learn English

202 libros en la serie
0 out of 5 stars sin calificaciones

Summary

Learn English ek aisi audio series hai jo ek parivaar ki sahaj kahanioon kay madhayam sey English sikhati hai. Aap Hindi mein seekhenge English ko asaani se bolna! 202 sanshep episodes mein aap English mein abhivaadan se lekar poorey vakya bolna seekh sakeyeingey. Yeh series aapko English bhasha ka istemaal, shabdsoochi, vyakran aur uccharan samjhati hai aur aapko ko sahi saadhan deti hai ki aap khud par bharosa karein aur nidar English mein baat kar sake, chahey woh parivaar kay saath ho ya kaam par. Yeh episodes anukramik aur khandit hai, shabdoon aur vicharoon kay revision kay liye aap chahe toh bar bar sun sakte hai.

Bhasha seekhney ka sabse asaan tareeka hai do logon ki batcheet sunna. Natya rupantar learning module yeh bhasha seekhna asaan aur mazeydaar bana deta hai. Suniye Anand aur uski Family ki Kahaani.

Anand haal he mein apni graduation khatam kar kay apne rishteydaroon se milney ata hai jo ek chotey sey sheher mein rehtey hai. Anand kay shararti bhai Manoj aur behen Vidya na sirf English seekhtey hai balki kuch bahumool jeevan gyaan jaissey ki manyata, laingik smanntaa, khilaadi bhav, suraksha, swasthaya aur poshan ki charcha bhi karte hai.

Akhir tak suniye aur kuch he samay mein aap bhi English mein kushal hongey!

Más Menos
Obtén tu audiolibro gratis

Obtén tu audiolibro gratis

$14.95 al mes después de 30 días. Cancela en cualquier momento.
Lista de productos
  • Book 201

    Vidya ko Mumbai ka vivrahn dena Audiolibro Por Banyan Tree Communications Private Limited Mumbai arte de portada
    No disponible en Audible.com

  • Book 202

    Anand ki nayi zindagi ki shruaat Audiolibro Por Banyan Tree Communications Private Limited Mumbai arte de portada
    No disponible en Audible.com